इश्क़ की परतें
accordion की तहों
की तरह होती हैं
अलग होती हैं
तो आवाज़ करती हैं
पास आती हैं
तो आहें भर्ती हैं।
Ishq ki partein
accordion ki tahon
ki tarah hoti hain
alag hoti hain
to aawaaz karti hain
paas aati hain
to aahein bharti hain.
accordion की तहों
की तरह होती हैं
अलग होती हैं
तो आवाज़ करती हैं
पास आती हैं
तो आहें भर्ती हैं।
Ishq ki partein
accordion ki tahon
ki tarah hoti hain
alag hoti hain
to aawaaz karti hain
paas aati hain
to aahein bharti hain.