Baithhe thhe badhi der se
Agal-bagal chup-chaap ladhte huye
Ungliyaan kasmasaati rahi
Uske haath ki mohar ke liye
Hawa bhi reh-reh kar
Ruk-ruk ke
Khisakti rahi labon se
Kab subah hogi?
Kab hogi yeh realisation
Ki nuksaan raat ka toh ho hi gaya
Do lafzon ki firaq mein.
Agal-bagal chup-chaap ladhte huye
Ungliyaan kasmasaati rahi
Uske haath ki mohar ke liye
Hawa bhi reh-reh kar
Ruk-ruk ke
Khisakti rahi labon se
Kab subah hogi?
Kab hogi yeh realisation
Ki nuksaan raat ka toh ho hi gaya
Do lafzon ki firaq mein.