Thursday, January 19, 2012

No ctrl+Z. Sigh

Friday, January 6, 2012

Tera kya hai yahaan?

Thhoda tera aasman
thhoda hai mera
ek din ki dhoop
yeh raasta tedha-medha
kitaabon mein dafn
kahaaniyon ki tarah
deewaaron pe shaheed
latki paintings ke jaisi
reh jaayenge din peechhe
nangey paon chalne ke
ab yeh farsh bhi kahaan hai tera